225 Youtube video bana kar online money earn karne ka sabse acha way hai. google ne YouTube par ye service di huyi hai ki aap YouTube par video upload kar ke AdSense ads ke throw online paise kama sakte hai.but uske liye YouTube par aake 5000-10000 subscribers hone chahiye. jo aapke video upload karne par aapki video dekh sake or apne friends ke sath share kar sake. aaj is post me mai aapko YouTube subscribe badhane ke 20 important ways ke bare me bta raha hu. aap inhe follow kar ke apne YouTube channel ke subscribe badha sakte ho. Youtube par 1,00,00,000 se bhi jyada log video upload kar ke paise kama rahe hai. inme se kuch log 1 crore monthly bhi kamate hai.agar aap bhi YouTube se paise kamana chahate ho to maine iske bare me details se btaya hai.aap chae to humari YouTube Se Paise Kaise Kamaye – Full Guide in Hindi post pad sakte hai or YouTube se paise kamane ki jankari pad sakte hai. Youtbe par kitne log video upload karte hai or YouTube unhe kitne paise payment karta hai. iske bare me adhik jankari ke liye aap YouTube stats form par ja kar check kar sakte hai.Agar aapke YouTube channel par 10,000 subscribers hai or aapko video banane ki basic jankari hai to aap 10,000 to 30,000 per month aasani se kama sakte ho. ab important bat ye hai ki itne sare YouTube subscribers pane ke liye kya kare. apne YouTube channel par 10,000+subscribers badhane ke liye aapko YouTube par niche diye gaye step follow kar kar video upload karni hai.or aap bahut jaldi apne YouTube channel par subscribers increase hote dekhoge. Youtube Se Video Download Kaise Kare (Bina Kisi Sofware Ke) Youtube par jyada paise kamane walo me wo log sabse aage hai jo kisi na kisi technology ke bare me jankari ki video banate hai.examply jaise mai supportmeindia ke liye video banata hu. aysi video ko public jyada dekhti hai. Becoz aaj ke is badlte jamane me log ek jagah par sabkuch ki jankari pana chahate hai. jo ki unhe video me aasani se mil jati hai.aap chahe to humare YouTube channel par blogging related videos dekh sakte hai. Youtube Par Subscribers Badhane Ke Top 20 Tarike Agar aapka allready koi YouTube channel hai or aap is waqt YouTube par video upload karne wale person ho to achhi bat hai or agar aapka koi YouTube channel nahi hai to pahle aap apna YouTube channel bana le or use monetize kar le. uske bad ye post pade or apne YouTube subscribe badhane ke bare me sikhe. Wese agar aap achhi or logo ke kam aane wali video banaoge to log aapko khud be khus subscribe karenge. but is post me mai aapko jo tarike bta raha hu. unhe follow karke aap apne viewers ko or jyada lubha sakte ho. Make Complete Setting Your Youtube Channel Youtube par work start karne se pahle apne YouTube channel ko complete set up kar le.jaise YouTube banner, video message, verification, custom links etc. isse aapke viewers ko aapke bare me puri jankari milegi.jab koi aapki video dekhega or use aapki video pasand aayegi to aapke channel par jayega or aapke bare me thoda bahut janne ki koshish karega. Agar use aapke YouTube channel par aapke bare me complete jankari mil jayegi ki aap yaha kyo or kiske liye video upload karte hai to wo aapke bare me jan kar subscribe jarur karega. Uncomplete channel ko 10% users bhi subscribe karna pasand nahi karte hai. isliye ye meri highly recommend hai ki YouTube par adhik subscribe pane ke liye sabse pahle apne YouTube channel ki complete settings set kare. Youtube Se Paise Kaise Kamaye Video Upload Kar Ke Hindi Me jankari 2. Personalize Video Thumbnails Video upload karte time video ke liye video se related koi acchi thumbnail banaye or video par set kare.bahut se new YouTube users ise ignore karte hai. YouTube viewers video thumbnail ko dekh kar bahut jyada dekhna chahate hai. Video tumbnail ke bare me janne ke liye aap ye post padiye YouTube Par Video Upload Kaise Karna Chahiye. Ye bat shayad aap bhi folow kar chuke hone. aapne YouTube par video thumbnail dekh kar bahut si video dekhi hongi. to ye step apni video par bhi follow kar sakte ho. 3: Create Youtube Channel Trailer Youtube ne YouTube users ke liye ek bahut hi acha feature diya hua hai channel trailer add karne ka. isme aap apne channel ke bare me video bana kar set kar sakte hai. ye trailer auto play hota hai. jab koi aapke YouTube channel ko open karega to sabse pahle use ye trailer dikhega. YouTube channel trailer banane ke liye yaha click kare. Jis tarah new movie release hone par uske bare me short video bana kar trailer bana kar audience ko dikhaya jata hai. jisse log us movie ko jyada like kar sake. same wese hi aap apne YouTube channel ke liye ek shoer trailer bana sakte hai or apne channel par subscribers badha sakte hai. 0 comment 0 FacebookTwitterPinterestEmail John For best commumication you can visit to my another site here : Bayar Pajak Kendaraan and here indonesian coconut charcoal. Thankyou previous post TTU Blackboard: Does It Really Work For Students? next post How to reduce forehead wrinkles? Related Posts Retro Football Shirts: The Story and Sentiment Behind... November 23, 2024 ISO 13485 Experts Ensuring Medical Device Quality and... November 23, 2024 Swarovski Bracelets: The Perfect Blend of Elegance and... November 23, 2024 How Evaporative Cooling Can Benefit Your Home November 23, 2024 Why Sea Moss Gummies Suddenly Become So Popular? November 22, 2024 How Digital Signage for Stores is Shaping the... November 20, 2024 Drive Impactful Growth for Your Business with Mobile... November 20, 2024 Caitlin Clevenger: Inspiring Stories That Define Her Legacy November 20, 2024 High School Options for Your Teenager November 19, 2024 Best Practices for Job Searching in the Philippines November 19, 2024